● |
Yeh sulagata jism, Yeh kamp Kampate Honth, Yeh Thartharata bua badan, Yeh ladkhadati aawaz, Mujhe pahle hi pata tha ki tumhe MALARIA hai. |
● |
Manzil ki taraf badte chalo. Jo Dil kahe usi raah ko chuno. Peeche walo ko aage na aane do aur jo aage hain unse aage niklo. Tabhi ek achhe TRUCK DRIVER banoge! |
● |
Yaad hai ham pehle kahan milte the...... train ruki, khidki khuli, nazro se nazre mili aur aapne kahan,..... ALLAH KE NAAM PE KUCH DE DE BABA!!!!!! |
● |
Ek bar kuch bandar jangal se bhag gaye phir wo hotel mein phuchen unme se ek pizaa kha raha tha ek burger kha raha tha aur kuch bade dhayan se ye message parh rahe the. |
|